Sharab Shayari in Hindi 2024: Friends, in today's article we have written Sharab Shayari in Hindi. He drinks alcohol in drunken fun and goes to a different world, this world is not bothered. We have put the West collection of Sharab Shayari in Hindi in this article, which you can read by scrolling from the bottom, if you like this Sharab Shayari in Hindi 2024, Sharab Shayari Collection, Sharab Shayari in Hindi 2024, Shayari On Sharab, then share it once with your friends, thank you.
Sharab Shayari in Hindi 2024
![]() |
Sharab Shayari in Hindi |
रात हम पिये हुए थे मगर,
आप की आंखे भी शराबी थी,
फिर हमारे खराब होने में,
आप ही कहिए क्या खराबी थी।
रिन्दाने-जहां से ये नफरत
ऐ हजरते-वाइज क्या कहना,
अल्लाह के आगे बस न चला
बंदों से बगावत कर बैठे।
यूँ बिगड़ी बहकी बातों का
कोई शौक़ नही है मुझको,
वो पुरानी शराब के जैसी है
असर सर से उतरता ही नहीं।
हट गई नजरों से नजरें मैकदा सा लुट गया,
मिल गई नजरों से नजरें मैकशी होने लगी।
गमे-दुनिया में गमे-यार भी शामिल कर लो,
नशा बढ़ता है शराबें जो शराबों में मिलें।
नतीजा बेसबब महफिल से उठवाने का क्या होगा,
न होंगे हम तो साकी तेरे मैखाने का क्या होगा।
मेरी तबाही का इल्जाम अब शराब पर है,
करता भी क्या और तुम पर जो आ रही थी बात।
कहीं सागर लबालब हैं कहीं खाली पियाले हैं,
यह कैसा दौर है साकी यह क्या तकसीम है साकी।
Sharab Shayari in Hindi 2
![]() |
Sharab Shayari in Hindi |
मैं तोड़ लेता अगर वो गुलाब होती,
मैं जवाब बनता अगर वो सवाल होती,
सब जानते हैं मैं नशा नहीं करता,
फिर भी पी लेता अगर वो शराब होती।
तोहफे में मत गुलाब लेकर आना,
मेरी क़ब्र पर मत चिराग लेकर आना,
बहुत प्यासा हूँ बरसों से मैं,
जब भी आना शराब लेकर आना।
तुम क्या जानो शराब कैसे पिलाई जाती है,
खोलने से पहले बोतल हिलाई जाती है,
फिर आवाज़ लगायी जाती है आ जाओ टूटे दिल वालों,
यहाँ दर्द-ए-दिल की दवा पिलाई जाती है।
हिंदी में शराब शायरी
मैं तल्खी-ए-हयात से घबरा के पी गया,
ग़म की स्याह रात से घबरा के पी गया,
इतनी दकीक से कोई कैसे समझ सके,
यज्दां के वाकियात से घबरा के पी गया।
लहरों पे खेजता हुआ लहरा के पी गया,
साक़ी की हर निगाह पे बल खा के पी गया।
मैंने तो छोड़ दी थी पर रोने लगी शराब,
मैं उसके आँसुओं पे तरस खा के पी गया।
ग़म इस कदर बढ़े कि घबरा के पी गया,
इस दिल की बेबसी पे तरस खा के पी गया,
ठुकरा रहा था मुझे बड़ी देर से ज़माना,
मैं आज सब जहान को ठुकरा के पी गया।
Best Sharab Shayari 2 Lines
ताजगी मिज़ाज में और रंगत जैसे पिघला हुआ सोना,
यहाँ तारीफ तेरी नहीं साकी, यह ज़िक्र शराब का है।
खरीदा जा नहीं सकता है साक़ी ज़र्फ़ रिन्दों का,
बहुत शीशे पिघलते हैं तो एक पैमाना बनता है।
पीते थे शराब हम उसने छुड़ाई अपनी कसम देकर,
महफ़िल में यारों ने पिलाई उसी की कसम देकर।
तू होश में थी फिर भी हमें पहचान न पायी,
एक हम हैं कि पी कर भी तेरा नाम लेते रहे।
तौहीन न करना कभी कह कर कड़वा शराब को,
किसी ग़मजदा से पूछो इसमें कितनी मिठास है।
एक पल में ले गई मेरे सारे ग़म खरीद कर,
कितनी अमीर होती है ये बोतल शराब की।
नतीजा बेवजह महफिल से उठवाने का क्या होगा,
न होंगे हम तो साकी तेरे मैखाने का क्या होगा।
Best Sharab Shayari In English
Kuch log peete hain gam bhoolane ko.
kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
par ai dost ye kya…
hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…
Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai…
Jamm pi kar apne gam ko kaha kam kia hamne,
Har waqt teri yaadon main in aankhon ko namm kia hamne.
Chaha tha tujhe bhulna par yaad hi kia hamne.
Aur jindagi ke baad bhi kabarr se haath nikaal kar tera hi intezar kia hamne.
Sham thi wo kaatil,jo uski yaaden le aai ,
Thy ham tanha, hame mahkhane le aaye,
Saaki ne toa aur bhi julam dhaya ham par,
Ke chalak gaya paimana, aisi aankhiyon se pilayi …
Best Sharab Shayari in Hindi
Nazar saaki par hain, aur lab paimaane par
Dil hamara hai aaj fir, kisi kay nishaane par
Woh khaali pyala liye letein hain, kabar main apni
Kehte hain sharab milaegi, jannat kay aane par..
Hamari kahani sunn sakee ki bhi aankhon main aansoo aa jate hain,
Saare mehkhane ki sharab peekar bhi hum nashe main nahi aate hain,
Kya karein sakee aab toa itni jyada peene lage hain,
Kay hum mehkhane main bhi darwaje se lauta diye jate hain.
Bichdee huae yaar hain millee par unkii yaade nahi bichdii
Gamm unke diye hain par unki chaah nahi bichdii
Saaki bottal khol de aaj saari tere maikhaane kii
Deekhen aaj pehmaano main rehta hai gamm ya hamare dil main…
Mat karo meri batoon pe yakin ,maine nashe mai hu,
Woh thi hamare kareeb , mai nashe mai haun…
Shayari On Sharab
Gham tum laate ho zindagi mein humaare,
wo zakhm aane he nahi deti,
khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,
wo to khushi ko jaane he nahi deti,
hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,
wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti…
Duriyaa Aasani Se Mitati Hai “SHARAAB”,
Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai “SHARAAB”….
Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam ME,
Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai “SHARAAB”…..
Thake Chuke Hai Jo Is Duniya Ke Sitamo Se,
Unhe Do Pal Ki Rahat Dilati Hai “SHARAAB”…..
Pankh Laga Ke Aasmaan Me Ud Jaate Hai Jo Panchi,
Do Ghoot Me Unhe Baho Me La Sakti Hai “SHARAAB”…..
Jiss Ka Hath Sari Duniya Chod Deti Hai,
Unke Hatho Me Aksar Paayi Jati Hai “SHARAAB”….
Kabhi Bhi Apne Gumon Ko Bhulna Ho To Keh Dena,
Kitne Bhi Bade Gum Me Kisiko Bhi Hasati Hai “SHARAAB”
Shayari on sharab in hindi
Tum Haseen Ho Gulab Jaisi Ho
Bahut Nazuk Ho Khawab Jaisi Ho
Dil ki dhadkan main aag lagati ho
Hothon Se Lagakar Pee Jayoon Tumhe
Sir Se Paanv Tak Sharab Jaisi Ho…
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota…
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hotaaa..
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…
Peetay They Sharab Hum,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,
Mehfil Me Gaye The Hum,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar…
Wo Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They,
Yun Na Karo Hamse Piney Pilaney Ki Baat,
Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab,
Utni Hum Paimaney Mein Chod Diya Kartey They…
Mausum Bhi Hai Sharab Bhi Hai
Pehlu Mein Wo Ishq Mehtab Bhi Hai
Duniya Mein Ab Aur Chaiye Kya Mujhko,
Shaaki Bhi Hai Saj Bhi Hai Sharrab Bhi Hai.
Sharab Shayari Collection
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota,
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hota,
Yooh to Jhoom Lete Hai Nashe mein Peene Waale,
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota.
Apni hi garaj se jee rahe hai jo log,
apni hi kbaye see rahe hai jo log,
unko bhi hai kya sharab peene se gurej,
insaan ka khoon pee rahe hai jo log.
Log peete hai sharab mehkhane ja-ja kar,
jo do pal mein utar jayegi,
humne to pee hai apne mehboob ki aankho se,
jo umar bhar naa utar payegi.
Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se..
Tag: Sharab Shayari Collection, Sharab Shayari in Hindi 2024, Shayari On Sharab
0 Comments